To Know #7 Difference Between Intelligence and Knowledge.


           

     Budhhi and gyan ek-dusre ke purak hai, isi karan budhhi and gyan ke bich koi difference
                    Nahi dikhai deta. Fir bhi budhhi aur gyan ek-dusre se ghanisth relation rakhte hue
                    Bahut difference hai. Therefor budhhi ko gyan nahi kaha ja sakta aur gyan ko budhhi nai

     
              gya“n sadhya hota hai,sadhan nahi.because, gyan anek facts ka ek pura collection jo ham arjit karte hai.”
                THERE ARE 7 DIFFERENCE BETWEEN INTELLIGENCE AND KNOWLEDGE.
                   
        1. Budhhi insan ki janmjat kshmta hai,jo sambhavtah vansh-parampara ke guno se v prabhawit hota hai.

        2. Yah aniwarya nahi ki budhhiman manusya vidwan bhi ho ya koi vidwan budhiman bhi ho. Because budhhi samaran sakti par nirbhar karti hai.

        3. Budhhi kathin paristhiti ko samajhkar and brain ko samjhakar sahi nirnay lene ki prerna deti hai.

        4. Budhhi me atm-nirikshan ki kshmta hoti hai.

        5. Budhhi me nayi paristhitiyon ka samayojan karke naye aavishkar kar sakta hai, but gyan dwara yah possible nahi kyonki akele gyan ka dayara is visay me simit hai.

        6. Budhhi gyan par nirbhar nahi karti, gyan budhhi par nirbhar hota hai.

        7. Gyan ki koi sima nishchit nahi hoti, iska vikas jivan bhar hota rahta hai.iske viprit budhhi ki kshmta ek sima tak isthir hoti hai.

                                           I hope, aap sabhi ko ye post pasand aaya hoga.agar koi jankari sesh ho and nai-nai information ke liye please comment box me comment jarur kare. Thankyou.
SHARE

Milan Tomic

Hi. I’m Designer of Blog Magic. I’m CEO/Founder of ThemeXpose. I’m Creative Art Director, Web Designer, UI/UX Designer, Interaction Designer, Industrial Designer, Web Developer, Business Enthusiast, StartUp Enthusiast, Speaker, Writer and Photographer. Inspired to make things looks better.

  • Image
  • Image
  • Image
  • Image
  • Image
    Blogger Comment
    Facebook Comment

0 comments:

Post a Comment

Thanks for comment